Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question asslam o aliekum mera sawal yeh k meray dada ji ki umer 100 saal se uper hai or wo ab buhat kamzor ho gaye hain bimar b rehtay hain.ab ramzan main wo rozay nai rakh saktay.kia unki jaga koi or rozay rakh sakta hai ya hum kisi maskeen ko hadiya de dein? aik rozay k hisab se hadiya kitna dena ho ga?? or kia unki ulaad main se b koi unke liay yeh rozay rakh sakta hai?? please reply me 
Answer Jo shakhs bhurapay ki wajah sai roza ni rakh saktay ho un par roza rakhna wajib nahi hai aur na hi kisi aur ko is k rozay rakhnay hain aur na hi isi faqeer ko kuch dena hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1696)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.