Answer |
Ramzan wo mahina hai jis mai Allah nai ham musalmano ko apni mehman nawazi mai bulaya hai is mahinay mai aamal qabool kiay jatay hain aur dua manzoor ki jati hain aur iftar k waqt ki jo duain hain un ko parhna chaheay ta k sari dunya k rozaydaroo jitna sawab milay aur duain aap ko mafatihul jinan mai mil jain gi mafatihul jinan kitab k lie is link ko copy kar k address bar par paste karain. http://www.momin.com/urdu/Books/Mafateh-ul-Jinan-9/mahe++ramadan+ki+den+ki+amal-756.html (Ref : Mafatihul jinan )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |