Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam alekum umid ke mohammad w ale mohammad ke zere saya khair o afiyat se honge. masaele qaser ke tamam gosho ke na janne ke sabab doteen sal qabal mahe ramzan me halate roza me namaz e jumma adakarne ke liye masjid jata tha,ab mujhe malum hua ke wanha jane per namaz qaser w zohar ke pahle roza batil hojata hai. 1-un guzre hua roza w nemaz ke motaliq keya hukm hai.unka qaza ada karna hai? agar do sal ke mahe ramzan me shak ho to kaise ada karen gen. umid hai ke jawab arsal karneki zahmat karenge.iltamase dua  
Answer 1)Jo musafir ye na jaanta ho k usay namaz qasar kar k perhni zarori he agar wo pori namaz parhay to is ki namaz sahi hay. 2)Koe shakhs jisay ye ilm na ho k musafir ka roza rakhna baatil hay agar safar main roza rakh lay aur agar maghrib tak hukum maloom na ho to us ka roza saahi hay. (Ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 1345 , 1690)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.