Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asslamo Alikum ager koi shakhs apni b.v k sath ramazan k din mi humbistry kary aur dono d.v aur khawand ki raza b ho to s kia roza toot jata hai? ager toot jata hai to kia kafara ada karna pary ga .  
Answer 1)Agar roza ki halat mai jima kia jae to roza toot jata hai. 2)Ramzan ka roza torne k kaffare k taur per zarori he k aik ghulam azad kare ya us tariqe ki mutabiq jo bayan kiya gaya hay 2 mahine(months) roze rakhe(jis main se 31 rozay lagataar{continue }) ya 60 faqiro ko pait bhar ker khana khilay ya har faqeer ko aik mud taqriben ¾ kilo ta’aam yani gandum(wheat) ya jau(barley) ya roti wagira dey. Aur agar ye af’aal(kaam) anjaam dena is k lie mumkin na hon to ba qadr- e - imqaan sadqa dena zarori he aur agar ye bhi mumkin na ho to toba aur istighfaar karey aur ethiyaat e wajib ye he k jis waqt (kaffarah dena k ) qaabil ho jaay kaffara dai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1565-32) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.