Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name DEOBANDI 
Question ham aik dosre se mohabbat krte hain, nikhah ke accept ke sath sath reh rahain to kia nikha zarori he agar zarori he to kia ab nikha karne se gunah ke murtakib hain ya toba karne allah maaf kar dega Kind reply in detail 
Answer 1)Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak phounch jay, ye jaiz nahi hai q k gunah mai mubtilla honay ka khof moujood hai. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) 2)Nikah mai shrt ye hai k kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah dai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341-2). 3)Surah e ahzaab surah # 33 ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.