Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name biwi or shohr 
Question agr biwi shohar ko bin btaye un k jaib sy paise nukale kia yeh gunah hai k nai.chori ki niyat na ho.wese hi zarorat k liye nikal le to kia jayez hain.yeh niyat ho agr us ne pocha to bta dungi.please reply 
Answer Agar shohar nafqa(wajib akhrajat) na de raha ho to aurat k lye apne nafqe ki miqdar nikalna jaiz hai laikin wo aulad ka nafqa shohar ko bataye beghair nahi nikal sakte hai. (Ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 4, ques # 143, pg # 70). Update on dated 08-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.