Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question mera saval yeh hae k shadi ki pehli ratme bistar karna jaruri hae 
Answer jee nahi, shadi ki pehli raat hambistari kerna wajib nahi hay.Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reson) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho.(E-mail rcvd from ssitani(d.b),dated:26. 05-2010 & tauzeehul masail,Agha Seestani,maslah #2382). .Update on dated 18-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.