Answer |
Quran majeed parhnay k lie wazoo karna mustahab nahi hai aur bagair wazoo k quran ko parh saktay hain laikin bagair wazoo k quran majeed k alfaz ko mas karna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 316-20)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |