Answer |
Ghusl e haiz karna rozay aur namaz k lie wajib hai jab k body hair remove karna mustahab hai is lie agar ghusl kar lia ho to roza sahi ho ga roza rakhnay sai body hair ka koi taluq nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 456)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |