Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mera swall hai k kabi kabi jab koi kam jaldi se karna ho to aur tim buhat kam ho jai to achanik meri mani kharig ho jati hai muje pata bhi nahe chalta aur aisi halat ho jati hai magar ye sirf us waqat hoti hai jab koi kam bhi jaldi main karna ho aur time kam ho to kaya aise halat main gusal wajib ho jata hai ya nahe. 
Answer Jee han mani kharij honay k baad namaz aur doosri ibadat k lie ghusl e janabat wajib ho jae ga. chahay mani pta chalay ya na pta chalay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344-56)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.