Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name shadi 
Question asslamu laikum. main ek lerki se pyar kerta hun jsi na mujhay deen islam k rastay per laya hor namazi praizgar banaya, uski mangni ho gai hai,wo log theek nai hain,main chahta hu hum dnu hamesha ek sath reh ker ek dusray ko is rastay per rakhain, , to kia main shadi k liay kohshish ker skta hu?kia meri ye kohshish haram hai ya nai? main usk bgair nai reh skta, jazakallah 
Answer 1)Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai mubtila honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) 2)Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.