Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name gusal 
Question Asalam alekum hazrat humne apse ise pehele humne 2 bar apse pocha apne jawab ny diya mai buhat pareshan hun mai kitni koshish karti hun mujhe gande khayal ate hai mujhe ny pata discharg kaise hota hai mujhe sharamgha me kuch mehsos hota hai kapde me kuch ny lagta mai din me 5 ya 6 bar gusul karti hun mai kya karo meri help karo agar kapde ko ny laga tu sharamgha ko chu ke dekne ke zarurat hai kya plz bataiye mujhe sari rath neend ny ati hai is dard se kahi mujhe discharge na ho jaye mai gusul kar karke thak gai hum ise roza tot ta hai kya ya roza kafara hota hai kya plz mujhe bataiye mai sara din pareshan reheti ho plz hazrat jaldi jawab diji ye 
Answer Wo ratubat jo aurat say shehwat k sath Kharij hoti hay agar is hadd tak ho kay usay inzal kaha ja sakay aur libas ko aaloda kar day, jo aam tor par us waqt nikalti hay jab aurat jinsi shehwat ki intiha tak phonch jae to ye najis bhi hay aur is aurat ko Mujnib shumar kia jae ga aur us par ghusl e janabat bhi wajib hoga. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 345) Note: Likoria (safeed yellow color ki ratubat) mani nahi hay. Ye paak hay or is k aanay se ghusl bhi wajib nahi hota. Aur namaz aur doosri ibadaat bhi kar saktay hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.