Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question ksi aesy insan ka jis me roza rakhny ke himat nai hai us ka roza koi or rakh sakta hai?? 
Answer 1)Jab tak insan zinda hai chahay majboor hi kyu na ho oski zindigi mai us k roze koi aur nahi rakh sakta hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhajus saliheen Part # 1, before Maslah # 752). 2)Jo shak bhurepay ki wajah sai roza na rakh sakta ho ya roza rakhna os k lye shadeed takleef ka bais ho us per roza rakhna wajib nahi hai lakin jis shakhs k lie roza rakhna shaded takleef ka bais ho os k lie zaroori hai k har rozay k badlay 750 gram toam yani gandum kisi faqeer ko dain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1696) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.