Answer |
Roza rakhnay k lie namaz e fajar k waqt sai lai kar maghrib tk kuch nahi khana hota hai. maslan fajar ka waqt agar 4.20 hai to 4.19 k baad kuch nahi khana hai. warna roza nahi ho ga.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1531-53)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |