Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam-o-alikum, mera questionye hai k " ramdan ka roza jo k farz hai agar is rozay ki halat mai kisi k qazaye hajat (defication) kartay waqat ghusal wajib ho jaye(i.e.ejection of semen while excretion) toh kia roza toot jata hai? Pls reply as soon as possible thanks 
Answer Agar be-ikhtiari ki halat mai kisi ki mani kharij ho jae to is sai roza batil nahi hota hai. laikin agar koi shakhs mani kharij karnay k iraday sai istemna karay aur is sai mani kharij ho to roza batil ho jata hai aur is k zimay qaza aur kaffara dono hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1570) (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 110 pg # 90)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.