Answer |
Agar phone par nikah tamam shariat k sath hua tha to nikah sahi ho ga aur larka aik sai ziada shadi kar sakta hai agar wo pehlay sai kisi aur sai shadi shuda tha to bhi nikah mai koi faraq nahi paray ga. Lehaza talaq ka yaha par koi masla nahi aye ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2335)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |