Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name --------------- 
Question Asalam wkum....... My Question is: Roze ka rakhna aur pora karna Quarn M ata hai k According to Quran "Khao aur Pio Yaha Tak k subha ki safeed dhari rat ki siya dhari se alag nazar aane lage phir roza rakh kar rat tak pora karo. . . . .Quran to bta raha hai k roza rat(Lail) tak pora karo nake maghrib tak yaha ye sb log to roze torh rahe hai nake pora kar rahe hai.....! ap kia jawab denge According to Quran.... 
Answer Quran majeed mai surah Mubarak Baqra surah # 2 ki ayat # 187 mai lail ka lafz istemal hua hai aur wazeh rehay k guroob e aftaf ko lail nahi kehtay hain lail tareeki ka nam hai lehaza iftar mai itni dair karni chaheay k rat ki tareeki cha jae. (Ref : Anwar e quran pg 90)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.