Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Agar aehtelaam hojae aor pata na chale aor pore din namaz pare aor roza bhi ho phir raat me pata chale to namaz roza hojata hai aor shareyat me keya hai namaz dobara parhe ya hai aor roza dobara rakhe 
Answer Agar koi shaks ramzan mai dekhay k ise ehtelam hogaya hai to agarche ise maloom ho k ye ehtelam azan se phelay hoya hai is ka roza sahe hai. laikin namaz ki qaza karna zaroori hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1606, 353)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.