Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Janab aaga Sistani Sahib 
Question as salam alaiqum, janab mera sawal ye hai ke, mere ek dost ki shadi pichle 7 saal pahle huwe the tab se unki wife ka unka nhi banta hai aksar wo larki apne maa ke ghar bhag jati hai kafi gali deti hai wo aur unki maa bhi, unki maan me sohar ke hote huwe dusre mard ko rakha huwa hai, abhi 3 saal se larka larki me kisi tarha ka koye connectin nhi hai do bahcche hai wo bhi us larke ke sath rahte hai, KAYAlarka dusre shadi kar sakta hai ,jawab jald den, maula salamat rakhne aaplogo ko 
Answer Aik sai ziada shadi krna riwayat ki roshni mai mustahab hai aur pehli biwi sai ijazat lena zaroori nhi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 105,pg # 53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.