Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question assalam valekum ghusl ki niyat kya hai aur ghusl ki dua aur ghusl kaise kiya jata hai?peshab se pakha kaise hote hai aur uski dua kya hai?  
Answer Ye zurari nehai ke gusl ke waqt ye niyat karay ka wajib gusl kar reha he bulka faqat qurbatan illaha yani bergah e ellahi me farotni or aajzy ke ireda se gusl karay to kafi ha. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 357) .2) Ghusl e janabat kertay wqat dua perhna wajib nahi hay.ye dua perhna behter hay.( allaahumma tahhir qalbee washrah lee sadree wa ajri alaa lisaanee midhatak wassana.a alaik allaahummajalho lee tahooraa washifa awa nooraa innaka alaa kulli shaein qadeer)3) Aur gusl ka tareeqa ye he ke gusl me atheiat e wajib ki bina per lazim he ke gusl ki niyat ke sath pehla pura sur aur gardun aur bad me badan dhona zaruri he aur behtr ye he ke badan ko pehla dein (right) taraf se aur bad me bein (left) taraf se dohein. (ref tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla no 360) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.