Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam.o.Alikum mera ap sey yea sawal hy ? k wajib namaz ki tadaad kia hain? or aun may kitni sunnat or kitni faraz hy 
Answer 1)6 namazain wajib hain : 1)Rozana ki 5 namazain. zohar, asar aur isha ki 4 rakat magrib ki 3 rakat , aur fajar ki 2 rakat hain. 2)Namaz e ayaat ki 2 rakat. 3)Namaz e Miyyat 4)Khana e Kaba k wajib awaf ki namaz 5)Father ki qaza namazain jo baray baitay par ehtiyat e wajib ki bina par wajib hai 6)Jo namazain ijaray, mannat, qasam aura had sai wajib ho jati hai. Aur aakhir mai namaz e juma rozana ki namazo mai sai hai. 2)Rozana ki mustahab (nafla, sunnat)namazain jume k din k ilawa 34 rakhate hain jin me se 8 rakat zohar ki, 8 rakat asar ki, 4 rakat magrib ki, 2 rakat isha ki, 11 rakat namaz shab ki, aur 2 rakat namaz subha ki. laikin Juma k din zohar aur asr ki 16 rakat nafal par 4 rakat ka izafa ho jata hai aur behtr ye hai k ye puri 20 rakatain zawal sai pehlay perhi jae saway 2 rakat k jin ka zawal k waqt parha jana behtr hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 717, 752)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.