Answer |
Surah e ahzab surah # 32 ayat # 33 sai mutaliq riwayat : hazrat ayisha sai riwayat hai k ye ayat is waqt nazil hui jab rasool e khuda s.a.w.w. nai chadar k nichay hazrat Ali a.s Hazrat Fatima s.a. aur Hasnain e kareemain ko jama jama kar lia tha. Note : is ka matlab aal sai murad Panjatan a.s. hain. (ref : anwar e najaz pg # 877)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |