Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Yes 
Question Mera sawal ye hai k zakat ki kya ahmiyat hai ? 
Answer Zakat deen e islam ka aik ahm rukn hai aur namaz aur rozay ki terah musalmanoo par farz hai. Farq sirf itna hai k namaz aur roza jismani ibadat hai aur zakat mali ibadat hai. Is ki ahmiat ka andaza is baat sai lagaya ja sakta hai k quran majeed mai is ki adaigi ki takeed taqreeban 82 maqamat par ki hai aur 32 jigha to is ka zikr namaz jaisi afzal tareen ibadat k sath kia hai. (Ref: Ayatullah Khoi(r.h),Tauzeehul masail, pg # 279) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.