Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Suni 
Question Aoa mary shor nay ghussy mai ay kar muje 2talaq di muje ko dqrny kay lay sath mai kha main tum ko talaq day do agar tum chop nahi howy tu us kay baat mai hosh mainahi rahy hospital chaly gayphir jb ghar ayetu hony kha 3 bhi di tum ko per up wo ghusssy sa bhir aye tu wo muje ko sath lay jany aye hai or mai jana chaht hoo tu batyyeh talaq mani jay ge pl mari madas kar 
Answer Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Note: ye talaaq durust nahi.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.