Question |
Mufti Saheb Assalm Walekum
mere ek masle ka jawab dein mere pass kisi ne 200000 rupay rakhwaye the lekin kisi wajah se wo mujh se kharch ho gaye hain unki amanat me khayanat ho gayi hai ab wo apne paise mang rahe hain mere pass kahin se intzwam nahi ho pa raha hai mein majboor hun mein kya karun mujhe khuch dua ya wazifa batayien jo me kar sakun jisse allah tala koi zariya bana de ya koi hal nikal aye ye wazifa mujhe karna hai ya kissi se bhi karwa sakte hain mujhe jaldi batayien
Allah hafiz |