Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Agar din ka waqat ramzan ma owrat ko haiz ki bimari lag jai. To oska roza tot ta hai keh nahi agar roza tot jata ha to kana pena sham se pehla jaiz ha ya wo sham tak wait kara ga. 
Answer 1)Din me (roze ki halat main ) haiz (menses) ka khoon ajaay to agarchah ye khoon maghrib k kareeb hi Q nah aay is ka roza batil hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1612 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 2)wo aurat jo din main haiz ya nifas k khon se paak ho jay os k liay mustahab hay k mubtilaat roza se perhaiz karay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1719). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.