Print version |
Print version |
Print version |
Question ID |
|
Mujtahid Name |
Qad lamba karny ka tarika |
Question |
Assalam.o.alikum
mri age 24 yearz ha or height sirf 4"11 ha bady normal healthy ha,meri family may sb heighted hain sirf mera qad chota ha plz plz koi tarika ya dwa bta dain to increase my height ,Dua go |
Answer |
Gehray nilay rang ka dhagha mareez k qad k barabar nap lain phir isi daghay k barabar 6 aur nap lain. Kul 7 tarain ho jain gi. In dhago ko mila kar un par surah alam nashrah surah # 94 parh kar phonk mar kar aik ganth marain isi terah 6 mazeed garhain lagain surah parh kar. Yani 7 tarain aur 7 garhain ho jay gi, ab falij zada kamar par bandh lain, inshallah chand dino mai theek ho jay gi. (Ref : Payam E Shifa pg # 201)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |
Answered By |
Quran-o-Itrat Academy |
Topic |
|