Answer |
1)Gusl me un chote chote baalon ko jo badn ka juz sumar hote hein dhona zurari he aur lumbe baalon ka dhona wajib nahei he bulke agar pani ko jild tak is terha penchai ke lambe baal tar(geela) na hoon to gusl sehai he lakin agar unhein dohee baager jild tak pani penchna mumkin na ho to unhe bhi dhona zurari he ta’ke pani badn tak pench jay.2)Jis shakhs ne ghusl e jannabat kia ho zurari he ke namaz ke lia wazu na karey. (ref tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla no 378 , 389) |