Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalamu alaikum mein yeh janna chata hoon ke roze mein jab moon mein thook aye tho or ek saath thook ko nigaliya jaye tho roza rahega ya toot jayega . sehar karne ke bad roze ki niyat kab parne chaye azan se phele ya azan ke bad padh sakte baraye meherbani iska jawab de, ALLAH HAFIZ. Ramada Mubarak.  
Answer Thook nigalne se roza batil nahi hota hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1560) Ramzan k roze ki niyat ka aakhri waqt aik aise shak k liay jis ki tawju ho azan se phele hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1533 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.