Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam.. mera sawal ye hay k kia mutta bgher intercourse k b ho sakta hay ? means hm intercorse nae krna chahtay tau kia mutta jaiz hay ? or bgher intercourse k mutta mai b baap ya dada ki ijazat chahye ?? plz reply zrur kr dain e mail adress pay.. 
Answer Jee haan, Baghair intercourse or lazzat hasil kerne k bhi muta ho sakta hay, Ab Chahe muta Intercourse kerne k liay kiya jaey ya ayse hi jis men intercourse ki niyat nah ho, dono suraton men agar wo larki aisi Kunwari ho jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2328-2335). Update on dated 25-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.