Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Kya roze ki halat mein paist se brush kiya ja sakta hai dusra sawal mera yeh hai ke roze ki halat mein sar mein oiling ki ja sakti hai. 
Answer Brush or tooth paste k zerye daant saaf kerna rozay ko batil nahi kerta, jab tak daanto ki safae k doraan thook k saath mili hoe kisi cheez (tooth paste waghaira) rozay daar nigal nah lay. Albattah thook k saath ghul mil janay wali cheez se roza batil nahi hota. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Jadeed Fiqhi Masail, maslah # 101) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 2)Jee haan, Jaiz hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1553 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.