Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kya aurat kisi male doctor se elaj karwae jis me uski sharam gahen nazar askhti hun ye jaiz hai? jaab k female doctor bhi available ho? 
Answer Agae aurat na-mehram mard se apne kisi aisi bemari ka ilaj karane per majboor ho jis ka ilaj wo bheter tour per karsakta ho to wo aurat is na-mehram mard se apna ilaj karasakti hai.chunache wo mard ilaj k silsele me is ko dhekhene ya is k badan ko hath laghane per majboor ho to mard k liay aisa kerna jaiz hai.Laikin agar wo sirif dehke kar ilaj kar sakta ho to zarore hai k is aurat k badan ko hath na laghaay aur agar sirf hath laghane se ilaj kar sakta ho to phir zarori hai k is aurat per nigah nah dale . Agar insaan kisi shaks ka ilaj karne k silsile me is ki sharamgha per nigah dalne per majboor ho to ehtiyaat e wajib ki bina per osay chahiay k aeina saamne rakhay aur is me dhekhay .Laikin agar sharamgha per nigha dalne k ilawa koe chaarah nah ho to phir koe haraj nahi .agar sharamgha per nigah dalne ki muddat aeine me dhekne ki muddat se kam ho nazar karna jaiz hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2405,2406 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.