Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question asalamualikum.mera question hy k agr koi ap sy quran ki qasam uthwaye k tm ny ainda us insan sy baat nai krni aur wo qasam b na tory lakin us sy baat krny sy pehly wo qasam khatam krna chahy to kia aisa ho skta hy?aur jis ny ap sy qasam uthwai hy kia us ko pta hona zarori hy k ap is qasam sy azad hona chahty hain?aur is qasam ka kafara ada krny k bd gunah to nai hy? 
Answer Is qism ki Qasmon ki koi sharaee hesiyat nahi hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2634). Update on dated 31-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.