Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question Salam mufti sb, Roze main jama karny ka kaffara mian biwi per alag alag hoga ya sirf mian per. aur is ka kaffara kia hai. 
Answer Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Agar shoar roze ki halat me apni apni rozedar biwi se jima kare to agar is ne biwi ko majboor kiya ho to apne roze ka kafara aur ehteyat ki bina per zarori hai k apni biwi k roze ka bhi kafara day aur agar biwi jima per razi ho to har aik per aik aik kafara wajib ho jata hai. Agar koe aurat apne roze daar shoar ko jima karne per majboor kare to is per shoar k roze ka kafara wajib nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1649,1650 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.