Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Salam, agar kisi shaks par kisi haram kam ki wajha say Ghusl e Janabat Wajib ho, jaisay Zana(adultery) ki wajha say, to kiya uskay liye Ghusl karnay kay bad Namaz say pehlay wuzu bhi karna bhi zaruri hoga?? Yani kiya Mujnib ba Haram kay liye Ghusl e Janabat kay bad Namaz say pehlay Wuzu karna bhi lazim hay??? Please Jawab Ayatullah Sistani kay Fatwa kay refrence kay sath dein, Jazak Allah  
Answer Jis shaks ne ghusal janabat kiya ho zarori hai k namaz k liay wazu na karay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 389) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Note: zina ki sorat main bhi ghusl e jabat k baad yehi hokum hay. Haan agar koe shaks kisi jaanwar se bad faili karay ya kisi lerkay ya merd se bad faili karay tu agar bad faili se pehlay wuzu nah ker rakha ho tu ehtiyaat e wajib ye hay k ghusl bhi karay or wuzu bhi karay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 350). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.