Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sami 
Question assalam o alaikum mera sawal ye hai k syed ko zakat q nahi ji jasakti or agar kisi syed k ghar khane ko na ho to wo kiya kare zakat lele ya na le tafseel se bataiye ga ... 
Answer Syed kisi doseray syed se mastahaq hone ki bina per zakaat le sakta hai.laikin ghair syed se halat majbori k alawa zakat nahi le sakta aur ehtiyaat wajib ki bina per zarori hay k aisi majbori ho k khums aur doseray zaraye aamdani is k akrajaat k liay kaafi nah ho . Isi terah ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hai k agar mumkin ho to rozana sirif isi din k zarori akhrajaat ki miqdaaar me zakaat lenay per iktifa karay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1918 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.