Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Sistani 
Question May rozay ki halat laita tha bed pe aur mere zehn may kch sexual khayalat a gaey, Phr may khud pe control nahi kr paya aur manni nikal gai.... may ne rokny ki koshish ki but nahi rok paya,,, kia hukum hai iska,,, kia roza sahi hai? 
Answer Agar kisi ki bayikhteyaar mani kharij ho jaay to is ka roza batil nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1570 ) Aur agar mani nikalnay k iraday se cheerh chaar ya dil lagi karay laikin is ki mani na niklay to agar dubara rozay ki niyat na karay to is ka roza batil he aur agar dubara rozay ki niyat kar lay to ehtiyaat e lazim ki bina per zaroori he k rozay ko tamaam karay aur is ki qaza bhi baja laye. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1576,) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.