Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Saistani sahib 
Question Roza ki halat main agar ehtlam ho jay tu ghusal kaisay kia jay . Because ghusal k liyeh kuli aur gharghray zaroori hota hay aur gharghray krnay se roZa toot jata hay . Plz tafseel k saath jawab dain ALLAH apko jaza e khair ata farmaye. 
Answer Ghusl e janabat k mustahabat mai sai hai k 3 bar qulli karnain aur 3 bar naak mai pani dalnain albetta wajib nahi hai aur agar kisi shakhs ko maloom ho k kulli karnay sai be-ikhtiar ya bhool janay ki wajah sai pani halaq mai chala jae ga to zaroori hai k kulli na kary. (Ref : Ayatullah sistani Tehreerul wasila part # 1, pg # 228 & Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1662)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.