Answer |
1)Ehtiyat e wajib ki bina par darhi mundwana jaiz nahi hai.
2)Agar koi shakhs qasam khaye k me jo kuch keh reha hon sach keh reha hoon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram he laikin is ka koi kaffara nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2042, 2638)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |