Answer |
Namaz k wajibat 11 hain: 1)niyat 2)takbeeratul Ehraam yani namaz ki ibteda me Allaho akbar kehna 3)Qiyam 4)Qaraa,at 5)zikr 6)ruku 7)sujood 8) tashahhud 9)salam 10)tarteeb 11)mawalat yani namaz k af,aal pay dar pay baja lana(one by one). (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # Before 929)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |