Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asalam o Alikum sir mera sawal thora ajeeb ha lekin islam k point sy boht important ha sawal ya k main ghr k liye hr waqt atta main he lata tha lekin meri ammi ne muje keh dia k tm ni laty ho tmhra bara bhai lata ha lekin ya sun k mene gussy main Allah ki kasam kha k keh dia k aj k bad atta main nhi laon ga ya kasam uthay howe 3 saal ho gay ha us waqt meri age 16 thi sir plz muje iska hal bataye k main ab kya karo....... 
Answer Qasam khanay k lie shrt hai k qasam apnay iraday aur ikhtiar sai khai jae lehaza agar koi jazbat mai aa kar bagair kisi iraday k aur be-ikhtiar qasam khae to ye qasam sahi nahi ho gi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2634)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.