Answer |
Jis musafir k lie safar mai 4 rakat namaz 2 rakat ho jati hai osay roza nahi rakhna chaheay. Yani jab os ka safar 44 kilometer sai ziada ho aur 10 din ya os sai ziada rehnay ka irada na ho tab roza nahi rakhna chaheay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1685)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |