Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AoA, g mujhay ye malom karna hai k kya asr k bad koe nafil namaz nahi hote aur nahi hi quran pak ki tilawat kar saktay hai???  
Answer Namaz e Asr ki nafla 8 rakat namaz hai jo namaz e asr sai pehlay 2 2 kar k parhi jati hai. Aur quran ki tilawat to har waqt kar saktay hain. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 757)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.