Answer |
1)Agar kisi sai lowat kia ho to agar mani kharij ho to ghusl e janabat wajib ho jae ga. Laikin mani kharij na ho aur lowat sai pehlay wazoo na kia hua ho to ehtiyat e wajib ki bina par ghusl karay aur wazoo bhi karain. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 350)
2)Sachchay dil se toba karain. Parverdigar ne quran majeed me wada ia he k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karey. (ref : website ayatullaha sistani d.b. )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|