Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name shia 
Question Me poochna chahti hun k ek masjid se dusri masjid me kitna fasla hona chahye... Me ny kahin alim se suna tha k 1 meel ka fasla hona chahye mafar mujhe koi hawala b chahye . Me aap se request krti hun mera jawab mjhe zrur dijiyega.. pleaseeee 
Answer Masjid k darmian k faslay ka masla nhi hai albetta juma ki 2 namazo k darmian 1 farsakh yani taqreeban 5.5 km ka fasla hona zaroori hai. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 720)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.