Answer |
W salam, Wajib namazein 6 hein.1)rozana ki 5 waqt ki namazain 2) namaz e aayat 3) namaz e mayyit 4)khana e kaba ka wajib tawaf ki namaz 5)baap(father) ki qaza namazain jo berhay betay per wajib hein. 6) jo namaz e ijara , mannat , qasam , aur ayhed ki waja se wajib hoti hain. (namaz e jumma rozana ki namazoon main say hain).
1)rozana ki namazain : zohar ,asr aur eisha (har aik ki 4 rakat) maghrib (3 rakat) fajar (2 rakat)
2) namaz e aayat (2 rakat)
3) namaz e mayyit (is main 5 taqbirain hain)
4)khana e kaba ka wajib tawaf ki namaz (2 rakaat)
(ref tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla # 717 pg # 122).
|