Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name SUNI 
Question ROZAY KE HALTH MAIN APNI BIWI KO BEGAIR KAPRON KAE DEKH SAKTAY HAIN,2 KABHI AGAR MANI NEKALNAY KAE BAD GUSAL NA KE HOO AGAR NAMAZ PHARNI PHARAY ASIE HALTH MAE NAMAZ JAIZ HA,AGAR ROZA RAKHNAY KAE BAD 14HR KAAM KARNA HOO AUR BHT NEAND ATI HOO ROZA RAKHNAY AUR DRIVING BE KARNI HOO TU ASIE HALTH MAE ROZA FARZ HA 
Answer 1)Shohar ka mani nikalnay k iraday k bagair rozay ki halat mai bagair kapro k apni biwi ko dekhna makrooh hai. 2)Mani niklnay k baad namaz parhnay k lie ghusl e janabat karna zaroori hai. 3)Roza rakhna wajib hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1629, 356, 1696-98)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.