Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question assalamu alaikum meri ahlya ke baal bahut lambe or ghane hen agar ham barabar hambistari karte hain to roz nahane ki wajah se sar dard hojata he or tabiat bhi kharab hojati he to mera sawal ye hai ki hambistari ke bad kya bager sar ko dhoye sirf badan par hi pani dal lena kafi he kya or esa karne ke bad kya wazoo karke namaaz padh sakte hain meharbaani karke khulasa samjhayen shukriya 
Answer Ghusl me un chotay chotay baalon ko jo badan ka juz(part) shumaar hotay hain dhona zurari hay aur lambay baalon ka dhona wajib nahi hay balkay agar pani ko jild tak is terha penchain kay lambay baal tar(geelay) na hoon to ghusl sahi hay lakin agar unhain dohaay bagair jild tak pani penchna mumkin na ho to unhain bhi dhona zurari hay ta’keh pani badan tak pohanch jaay. (ref tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla no 378) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.