Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Mere kuch sawal he muje sare jawab milenge to mehrbani hogi allah ke khatir pls. 1)namaz aur ibadat ka makroohat waqt batayiye maine padha tha ki dophar ka aur sooraj peela padne ka waqt ye muje samja nai ye muje indian time me batayiye 2) namaz ke waqt ya am waqt neeche pant fold karna jaiz he kya kyuki taknow ke upar pant pehnana sunnat he 3) muje hafte me 2-3 bar neend me rat ko bure khwab padke ehtalam hota hai kya ye gunah hai aur iska hal kya he 4) jab mai peshab baiththa hu to paani se dhoke pak ache se pak rehta hu phir me uthane ke bad muje mehsoos hota hai ke ek boond pishab ka gira hota he ye gira hota hai ya pata nai mai puri tarah pak rahneki koshish karta hu aur aise hi namaz jata hu iska hal bataiye 
Answer 1  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.