Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Sir,Mai ne rozay li halat me apni biwi k breast p kiss kiya aur fir fir isi beech discharge hua. Intercourse nahi kiya aur intercourse ka koi irada bhi nahi tha...aisi halat me kya hukm hai..kya ye roza valid h ya nahi aur agar nahi to fir kya ehkam hai? 
Answer Agar rozay dar mani nikalnay k iraday k bagair misal k taur per apni biwi se cheerh char ya hansi mazaq karay aur osay itminan ho k mani kharij nahi ho gi to agarchah mani kharij ho jay is ka roza sahi he. albatta agar osay itminan na ho to is surat me jab mani kharij ho gi to is ka roza batil ho jay ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1576)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.